Dil Jal Raha Tha GhamDil jal raha tha ghaDil jal raha tha gham se magar nagmagar rahaJab tak raha main, saath mere yeh hunar rahaSubah-e-safar ki raat thi, taare the, aur hawaSaaye sa ek, der talak, baam par rahaMeri sada hawa mein bohat door tak gayiPar main bula raha tha jise, bekhabar rahaGuzari hai kya maze se khayaalon mein zindagiDoori ka yeh tilism bada kaargar rahaKhauf aasmaan ke saath tha sar par jhuka huaKoi hai bhi ya nahin hai,yahi dil mein dar rahaIs aakhiri nazar mein ajab dard tha 'munir'Jaanay ka uske ranj mujhe umr bhar rah